Tuesday, October 1, 2019

Kya haq Ada karega zamana Hussain ka


Kya haq ada karega zamana Hussain ka
Ab tak zameen par qarz hai sajda Hussain ka
Kaun kehta hai hussain tarse the paani k liye ?
Paani khud Taras gya chumne lab Hussain ka

No comments:

Post a Comment

Sabr

Sabr Sabr